SEARCH RESULTS
Showing search results for "iqtidaar"
Ghazal MATCHES FOR "iqtidaar"
Ghazal
ye jugnu.o.n se bharaa aasmaa.n jahaa.n tak hai
vahaa.n talak tirii nazro.n kaa iqtidaar chale
Aalok Shrivastav
Ghazal
the eqtidaar me.n to zamaana thaa apne gird
logo.n kii thii baraat abhii kal kii baat hai
Firoz Natiq Khusro
Ghazal
ye baadshaaho.n saa lahja badal mire bhaa.ii
ki ab yahaa.n pe tiraa eqtidaar tho.Dii hai
Zameeruddin Sajid
Ghazal
ye eqtidaar ke bhuuke ye rishvato.n ke vaziir
balaa se un kaa ye hindostaa.n rahe na rahe
Raees Ansari
Ghazal
vabaa.e.n qaht zalzale lapak rahe hai.n pai-ba-pai
ye kis kaa eqtidaar hai zamii.n se aasmaan tak
Raghib Muradabadi
Ghazal
kal tak davaa-e-dard the kuchh log shahr me.n
aaj eqtidaar kyaa milaa zahhaak ho ga.e
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
nigaah-e-naaz me.n dil kaa kuchh eqtidaar nahii.n
agar abhii hai ye maqbuul to abhii marduud
Nooh Narvi
Ghazal
buniyaad jis kii hai havas-e-iqtidaar par
hone ko hai vo qil.a bhii mismaar dekhnaa
Raghib Muradabadi
Ghazal
ye eqtidaar-o-iKHtiyaar siim-o-zar kii ye bahaar
kabhii kisii ke paas hai kabhii kisii ke paas hai
Hayat Warsi
Ghazal
karuu.n mai.n jaan-o-jigar ab nisaar mushkil hai
ho tum pe phir se mujhe e'tibaar mushkil hai
Mujahid Hadi
Ghazal
eqtidaar ek taraf ek taraf darveshii
dono.n chiize.n nahii.n rah saktii hai.n fankaar ke saath
Asad Badayuni
Ghazal
bad-shakl eqtidaar ko bad-shakl kyuu.n kahaa
darbaar-e-adl me.n bhii ye darpan udaas hai
Sardar Panchhi
Ghazal
re.aayaa zulm pe jab sar uThaane lagtii hai
to eqtidaar kii lau thartharaane lagtii hai
Tariq Qamar
Ghazal
kyaa Gam agar yaziid rahaa eqtidaar me.n
parcham to phir husain kaa miir-e-avaam hai
Yahya Amjad
Ghazal
arbaab-e-iqtidaar se meraa savaal hai
ye daur-e-irtiqaa hai ki daur-e-zavaal hai
Khaleequzzaman Nusrat
Ghazal
Akhlaque Bandvi
Ghazal
abhii to aur uThe.nge naqaab chehro.n se
ye eqtidaar kaa suuraj to aur Dhalne de