SEARCH RESULTS
Showing search results for "islaah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "islaah"
Nazm
masjid-e-qurtuba
shauq mirii lai me.n hai shauq mirii nai me.n hai
naGma-e-allaah-huu mere rag-o-pai me.n hai
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
majlis-e-aa.iin-o-islaah-o-ri.aayaat-o-huquuq
tibb-e-maGrib me.n maze miiThe asar KHvaab-aavarii
Allama Iqbal
Sher
bole ki tujh ko diin kii islaah farz hai
mai.n chal diyaa ye kah ke ki aadaab arz hai
Akbar Allahabadi
PAGE MATCHES FOR "islaah"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "islaah"
Ghazal
sochne baiThe.n to islaah kii suurat hii nahii.n
dekhne me.n yahii lagtaa hai ki sab achchhaa hai
Idris Babar
Quote
Mushtaq Ahmad Yusufi
Nazm
numaish-e-aligarh
vo jalvo.n ke bahte hu.e KHushk dhaare
vo namkiin aaGaaz-e-shab allaah allaah
Shakeel Badayuni
Ghazal
yahii usuul hai islaah-e-haal kaa 'az.har'
ki pur-KHuluus ho.n ham KHaamiyaa.n ginaate hu.e
Azhar Inayati
Ghazal
ba.Dhtii jaatii hai jo mashq-e-sitam us zaalim kii
kuchh mohabbat mirii islaah magar detii hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Rubai
jis se islaah-e-nafs naa-mumkin ho
us aish se har tarah musiibat achchhii
Jagat Mohan Lal Ravan
Mazahiya
Qateel Shifai
Ghazal
jo mustaqbil se pur-ummiid ho vo shaa.er-e-mutlaq
'shujaa-KHaavar' se apnii fikr kii islaah karvaa le
Shuja Khaavar
Ghazal
rahii islaah kii naakaam har kaavish muqaddar se
badalnaa thaa na andaaz-e-mizaaj-e-baaGbaa.n badlaa
Razi Badayuni
Ghazal
allaah mujhe kam se kam itnaa to banaa de
ek ek to dil duu.n tirii ek ek adaa par
Safi Aurangabadi
Mazahiya
is jagah par taalibaan-e-amn kii hai bazm-e-aam
qaum kii islaah kii KHaatir hai saaraa ehtimaam
Popular Meeruthi
Ghazal
shaa'iro.n ko qais se islaah lenii chaahiye
falsafa apnii jagah hai tajraba apnii jagah













