SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalva-afroz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jalva-afroz"
Ghazal
jalva afroz hai kaa'ba ke ujaalo.n kii tarah
dil kii taa'miir ki kal tak thii shivaalo.n kii tarah
Yazdani Jalandhari
Ghazal
jalva-afroz tuu hii tuu hai tamaam
dair kis kaa hai haram kis kaa hai
Faheemuddin Ahmad Faheem
MORE MATCHES FOR "jalva-afroz"
Nazm
shauq-e-gurezan
merii KHud-biiniyaa.n na le mujh se
jalva-afroz-e-mahvishaa.n na banaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
jalva-afroz ho.n jab aap nazar ke aage
vo mahiina vo gha.Dii aur vo saal achchhaa hai
Hajir Dehlwi
Nazm
qalam
jitnii duniyaa me.n kitaabe.n hai.n raqam kii.n tuu ne
jalva-afroz nazar pyaare qalam kii.n tuu ne
Master Basit Biswani
Ghazal
daar par dekho ki 'aKHtar' sar-e-maqtal dekho
jalva-afroz faqat ahl-e-vafaa hote hai.n
Haq Nawaz Akhtar
Ghazal
ik nazar pa.Dte hii jaate rahe sab hosh-o-havaas
jalva-afroz thaa ye kaun lab-e-baam abhii
Ishrat Safipuri
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
vus.at-e-kaun-o-makaa.n me.n vo samaate bhii nahii.n
jalva-afroz bhii hai.n saamne aate bhii nahii.n