SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalva-afroz"
Ghazal MATCHES FOR "jalva-afroz"
Ghazal
jalva afroz hai kaa'ba ke ujaalo.n kii tarah
dil kii taa'miir ki kal tak thii shivaalo.n kii tarah
Yazdani Jalandhari
Ghazal
jalva-afroz tuu hii tuu hai tamaam
dair kis kaa hai haram kis kaa hai
Faheemuddin Ahmad Faheem
Ghazal
jalva-afroz ho.n jab aap nazar ke aage
vo mahiina vo gha.Dii aur vo saal achchhaa hai
Hajir Dehlwi
Ghazal
daar par dekho ki 'aKHtar' sar-e-maqtal dekho
jalva-afroz faqat ahl-e-vafaa hote hai.n
Haq Nawaz Akhtar
Ghazal
ik nazar pa.Dte hii jaate rahe sab hosh-o-havaas
jalva-afroz thaa ye kaun lab-e-baam abhii
Ishrat Safipuri
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
vus.at-e-kaun-o-makaa.n me.n vo samaate bhii nahii.n
jalva-afroz bhii hai.n saamne aate bhii nahii.n
Shaer Fatahpuri
Ghazal
fazaa-e-aalam-e-qudsii me.n hai nashv-o-numaa merii
mukaafaat-e-amal se duur hai biim-o-rajaa merii
Sahir Dehlavi
Ghazal
koh-o-vaadii vahii bijlii vahii be-hoshii bhii
jalva lekin vo dil-afroz sar-e-tuur nahii.n
Dattatriya Kaifi
Ghazal
jalva-aafrii.n aaKHir ho gayaa mire haq me.n
dil kaa jazb ho jaanaa har hasii.n nazaare me.n
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
mujhii ko parda-e-hastii me.n de rahaa hai fareb
vo husn jis ko kiyaa jalva-aafrii.n mai.n ne
Akhtar Ali Akhtar
Ghazal
harf tum apnii nazaakat pe na laanaa hargiz
haath bedaad-o-sitam se na uThaanaa hargiz
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
thii.n jo kal tak jalva-afrozii se sham-e-anjuman
aaj vo shakle.n charaaG-e-zer-e-daamaa.n ho ga.ii.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
ye jalva-e-gah-e-KHaas hai kuchh aam nahii.n hai
kamzor nigaaho.n kaa yahaa.n kaam nahii.n hai