SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaTore"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kaTore"
Nazm
chand taron ka ban
tishnagii me.n bhii sarshaar the
pyaasii aa.nkho.n ke KHaalii kaTore liye
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Nida Fazli
PAGE MATCHES FOR "kaTore"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kaTore"
Ghazal
raat be-lutf hai parhez ke saalan kii tarah
din bhikaarii ke kaTore kii tarah KHaalii hai
Shakeel Jamali
Ghazal
kyaa hai jo kaTore ke bhii pairaak nahii.n ham
jiine ko to ye hiila-e-tabrez bahut hai
Abbas Tabish
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
sab apne apne kaTore liye kha.De hu.e hai.n
kisii ke haath abhii kuchh bhii aa nahii.n rahaa hai
Shakeel Jamali
Ghazal
dekh ai saaqii qanaa.at kii tarab-afshaaniyaa.n
aab-e-kausar hai kaTore me.n mire paanii nahii.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
piital ke kaTore bhii nahii.n apne gharo.n me.n
KHairaat me.n chaa.ndii kaa taqaazaa na kiyaa kar


