SEARCH RESULTS
Showing search results for "kasaa.uu.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kasaa.uu.n"
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
sonaa kasaa.uu.n ashrafii-e-daaG-e-sajda kaa
sa.ng-e-mahak lagaa.uu.n binaa-e-kunisht me.n
Muneer Shikohabadi
MORE MATCHES FOR "kasaa.uu.n"
Sher
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
muhasara
vagarna ab ke nishaana kamaan-daaro.n kaa
bas ek tum ho so Gairat ko raah me.n rakh do
Ahmad Faraz
Ghazal
ye bhii ba.Daa karam hai salaamat hai jism abhii
ai KHusravaan-e-shahr qabaa.e.n mujhe na do
Ahmad Faraz
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
to ek ik harf jii uThegaa
pahan ke anfaas kii qabaa.e.n
Ahmad Faraz
Sher
jise na aane kii qasme.n mai.n de ke aayaa huu.n
usii ke qadmo.n kii aahaT kaa intizaar bhii hai
Javed Naseemi
Ghazal
ab aayaa tiir chalaane kaa fan to kyaa aayaa
hamaare haath me.n KHaalii kamaan baaqii hai
Javed Akhtar
Ghazal
bas ho chukaa bayaa.n kasal-o-ranj-e-raah kaa
KHat kaa mire javaab hai ai naama-bar kahaa.n