SEARCH RESULTS
Showing search results for "kasrat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kasrat"
Ghazal
Gazab thii kasrat-e-mahfil ki mai.n ne dhoke me.n
hazaar baar raqiibo.n ko ham-kanaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
tujh ko puujaa hai ki asnaam-parastii kii hai
mai.n ne vahdat ke mafaahiim kii kasrat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
hal kuchh to nikal aa.egaa haalaat kii zid kaa
ai kasrat-e-aalaam mai.n kuchh soch rahaa huu.n
Abdul Hamid Adam
MORE MATCHES FOR "kasrat"
Ghazal
miT jaa.e.n ek aan me.n kasrat-numaa.iyaa.n
ham aa.ine ke saamne jab aa ke huu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
kasrat-e-aazaar ne ta.aliim de dii zabt kii
jabr ke baa.is se dil ko sabr karnaa aa gayaa
Nooh Narvi
Ghazal
shahr-e-kasrat me.n ajab ik rauzan-e-KHalvat khulaa
us ne jo dekhaa mujhe ik lamha bhar sab se alag
Sarmad Sahbai
Quote
Saadat Hasan Manto
Ghazal
is kasrat-e-Gam par bhii mujhe hasrat-e-Gam hai
jo bhar ke chhalak jaa.e vo paimaana nahii.n huu.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
ho gayaa mehmaa.n-saraa-e-kasrat-e-mauhuum aah
vo dil-e-KHaalii ki teraa KHaas KHalvat-KHaana thaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
kasrat me.n bhii vahdat kaa tamaashaa nazar aayaa
jis rang me.n dekhaa tujhe yaktaa nazar aayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
unhe.n Guruur ki rakhte hai.n taaqat o kasrat
hame.n ye naaz bahut hai KHudaa hamaare liye
Obaidullah Aleem
Ghazal
agar Guruur hai aadaa ko apnii kasrat par
to is hayaat ko ham bhii habaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
ai jafaakaar tire ahd se pahle to na thii
kasrat is darja mohabbat ke pashiimaano.n kii












