SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaatam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khaatam"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khaatam"
Nazm
gurunanak
jo dars diyaa tuu ne vo azmat kaa amii.n hai
vo prem kii aKHlaaq kii KHaatam kaa nagii.n hai
Arsh Malsiyani
Naat
baiThe us shaan-o-hasham se vo sar-e-ziin-e-buraaq
samjhe jibriil ki KHaatam me.n nagiina aaya
Nooh Narvi
Naat
dil rahe haath me.n tere mire pahluu ke evaz
chaahtaa huu.n mirii KHaatam kaa nagiina ho jaa.e
Riyaz Khairabadi
Naat
Rais Amrohvi
Ghazal
chhalle Gairo.n paas to vo KHaatam-e-zar ai nigaar
hai hamaare paas bhii ab tak nishaanii aap kii
Nazeer Akbarabadi
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
kasb-e-mutaharrik se paa-basta nasab tuGre
ye kyaa hai ko.ii ahl-e-KHaatam se nahii.n kahtaa
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
chhalle Gairo.n paas hai vo KHaatam-e-zar ai nigaar
hai hamaare paas bhii ab tak nishaanii aap kii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Galat hai zer-e-nagii.n ho ke da.ava-e-vus.at
bas ek halqa-e-KHaatam fazaa-e-hastii hai
Saqib Lakhnavi
Ghazal
huu.n tiraa ai sanamaa is vaza' farmaa.n-bardaar
saarbaan-o-nafar-o-banda KHadam chaaro.n ek
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
kam nahii.n milk-e-sulemaa.n se visaal-e-saaqii
gardish-e-jaam mujhe halqa-e-KHaatam ho jaa.e
Mirza Raza Barq
Ghazal
usii ke haath me.n hai KHaatam-e-sulaimaanii
nagiin-e-dil pe jo naqsh us sanam kaa naam kiyaa











