SEARCH RESULTS
Showing search results for "khalta"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khalta"
Sher
us se milne kii KHushii baa'd me.n dukh detii hai
jashn ke baa'd kaa sannaaTaa bahut khaltaa hai
Moin Shadab
Ghazal
zindagii me.n aur sab kuchh thaa hasii.n
apnaa honaa hii mujhe khaltaa rahaa
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
ye roz roz kaa milnaa bichha.Dnaa khaltaa hai
vo merii ruuh ke andar utar bhii jaa.e ab
Farooq Bakshi
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khalta"
Kulliyat
KHalta hamaaraa us kaa hairat hii kii jagah hai
Dhuu.nDaa jahaa.n ham us ko vaa.n aap ko hii paayaa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n mo'tarif-e-jurm-e-iz.haar-e-sadaaqat huu.n
ye tarz-e-hayaat ab kyo.n ahbaab ko khaltaa hai
Talib Mahmud
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
vafaa karnaa hame.n khaltaa rahaa hai
mohabbat me.n ye dil jaltaa rahaa hai
Ajeetendra Aazi Tamaam
Kulliyat
tad us bahishtii ruu se ye KHalta baham kiyaa
jad barso.n ham ne suura-e-yuusuf ko dam kiyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ek vo shahr ki majnuu.n bhii jise khaltaa thaa
ek ye shahr ki jo sab ko amaa.n detaa hai














