SEARCH RESULTS
Showing search results for "khema"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khema"
Nazm
jawab-e-shikwa
KHema-e-aflaak kaa istaada isii naam se hai
nabz-e-hastii tapish-aamaada isii naam se hai
Allama Iqbal
Nazm
tulu-e-islam
kashiid abr-e-bahaarii KHema andar vaadii o sahraa
sadaa-e-aabshaaraa.n az faraaz-e-koh-saar aamad
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khema"
Ghazal
ko.ii maqtal ko gayaa thaa muddato.n pahle magar
hai dar-e-KHema pe ab tak suurat-e-tasviir kaun
Parveen Shakir
Nazm
lenin
jab tak mai.n jiyaa KHema-e-aflaak ke niiche
kaa.nTe kii tarah dil me.n khaTaktii rahii ye baat
Allama Iqbal
Sher
sham-e-KHema ko.ii zanjiir nahii.n ham-safaraa.n
jis ko jaanaa hai chalaa jaa.e ijaazat kaisii
Irfan Siddiqi
Ghazal
Thahar sakaa na havaa-e-chaman me.n KHema-e-gul
yahii hai fasl-e-bahaarii yahii hai baad-e-muraad
Allama Iqbal
Nazm
shahr-nama
jahaa.n chyuu.nTiyaa.n hu.ii.n KHema-zan
yahaa.n jugnuu.o.n ke makaan the
Ahmad Faraz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
mere hunar me.n sarf hu.ii hai tirii nazar
KHema hai mere naam kaa baalaa-e-bahr-o-bar

