SEARCH RESULTS
Showing search results for "khet"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khet"
Sher
jis khet se dahqaa.n ko mayassar nahii.n rozii
us khet ke har KHosha-e-gandum ko jalaa do
Allama Iqbal
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
PAGE MATCHES FOR "khet"
Tags
Khet
Khet Shayari
Tags
Khel
Khel Shayari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khet"
Ghazal
fasle.n pak jaa.e.n to khet se bichh.De.ngii
rotii aa.nkh ko pyaar kahaa.n samjhaane de
Waseem Barelvi
Ghazal
saal hone ko aayaa hai vo kab lauTegaa
aa.o khet kii sair ko nikle.n kuu.nje.n dekhe.n
Tahzeeb Hafi
Nazm
KHwab nahin dekha hai
shahr se duur kisii gaa.nv me.n rah jaane kaa
khet khaliyaano.n me.n baaGo.n me.n kahii.n gaane kaa
Waseem Barelvi
Nazm
mauzu-e-suKHan
ye hasii.n khet phaTaa pa.Dtaa hai jauban jin kaa!
kis liye in me.n faqat bhuuk ugaa kartii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
pahle talaashaa khet phir dariyaa kii khoj kii
baaqii kaa vaqt gehuu.n ke daano.n me.n baT gayaa
Nida Fazli
Nazm
o des se aane wale bata
vo chaa.nd sitaare hote hai.n
ham khel jo khelaa karte the