SEARCH RESULTS
Showing search results for "khet"
Nazm MATCHES FOR "khet"
Nazm
farman-e-KHuda
jis khet se dahqaa.n ko mayassar nahii.n rozii
us khet ke har KHosha-e-gandum ko jalaa do
Allama Iqbal
Nazm
intisab
jis kii beTii ko Daaku uThaa le ga.e
haath bhar khet se ek a.ngusht paTvaar ne kaaT lii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHwab nahin dekha hai
shahr se duur kisii gaa.nv me.n rah jaane kaa
khet khaliyaano.n me.n baaGo.n me.n kahii.n gaane kaa
Waseem Barelvi
Nazm
mauzu-e-suKHan
ye hasii.n khet phaTaa pa.Dtaa hai jauban jin kaa!
kis liye in me.n faqat bhuuk ugaa kartii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
o des se aane wale bata
vo chaa.nd sitaare hote hai.n
ham khel jo khelaa karte the
Akhtar Shirani
Nazm
dil ek kuTiya dasht kinare
suukhe khet kii ko.npal maa.nge
ik ghanghor badriyaa kaalii
Ibn e Insha
Nazm
hubb-e-watan
gho.De jab khet se bichha.Dte hai.n
jaan ke laale un ke pa.Dte hai.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
wirsa
jis se dahqaan ko rozii nahii.n milne paatii
mai.n na duu.ngaa tujhe vo khet jalaane kaa sabaq
Sahir Ludhianvi
Nazm
naya janm
na jaane kitne kitne rang se dil ko lubhaate hai.n
fazaa me.n duur tak phaile hu.e vo khet sarso.n ke
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
parchhaiyan
ye manzaro.n kii jhalak khet baaG dariyaa gaa.nv
vo kuchh sulagte hu.e kuchh sulagne vaale alaav