SEARCH RESULTS
Showing search results for "laam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "laam"
Nazm
KHuda ka sawal
ki aulaad bhii dii diye vaaldain
alif laam miim kaaf aur ain Gain
Abrar Ahmad Kashif
Marsiya
kis mu.nh se kiijiye lab-e-jaan-baKHsh kaa bayaa.n
chuusii jinho.n ne ahmad muKHtaar kii zabaa.n
Meer Anees
Naat
لَم یَاتِ نَظیرُکَ فِی نَظَر مثل تو نہ شد پیدا جانا
جگ راج کو تاج تورے سر سوہے تجھ کو شہ دوسرا جانا
Ahamd Raza Khan Barelvi
PAGE MATCHES FOR "laam"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "laam"
Ghazal
fe pe ik nuqta hai aur qaaf pe hai.n nuqta do
kaaf bhii KHaalii hai aur laam bhii KHaalii, ye le
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kahtaa hai ko.ii jiim ko.ii laam zulf ko
kahtaa huu.n mai.n 'zafar' ki musattah hai kaaf-e-zulf
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ham-sar-e-zulf qad-e-huur-e-shamaa.il Thahraa
laam kaa KHuub alif madd-e-muqaabil Thahraa
Ameer Minai
Nazm
parinde lauT aae
KHudaa-e-lam-yazal se ma.aafiyaa.n maa.ngii.n
aur kyaariyaa.n kaaTii.n
Zubair Rizvi
Ghazal
us ne mujhe salaam kiyaa laam ke baGair
ye baddu.aa thii mujh ko mire naam ke baGair
Syed Salman Gilani
Sher
laam nastaaliiq kaa hai us but-e-KHush-KHat kii zulf
ham to kaafir ho.n agar bande na ho.n is laam ke
Unknown
Ghazal
Abbas Ali Khan Bekhud
Sher
raaste aur tavaazo.a me.n hai rabt-e-qalbii
jis tarah laam alif me.n hai alif laam me.n hai
Ameer Minai
Ghazal
halqa-e-zulf-e-butaa.n me.n hai bharii nik.hat-e-gul
ai dil is laam me.n buu-e-gul-e-islaam nahii.n
Amanat Lakhnavi
Ghazal
allaah re hausla mire qalb-e-do-niim kaa
jis ne sabaq pa.Dhaa hai alif laam miim kaa
Rasheed Rampuri
Ghazal
fauj-e-mizhgaa.n kaa kuchh iraada hai
zulf-e-pechaa.n ne laam baa.ndhaa hai












