SEARCH RESULTS
Showing search results for "lotte"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "lotte"
Ghazal
loTte saik.Do.n naKHchiir hai.n kyaa yaad rahe
chiir do siine me.n dil ko ki pataa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
baal apne us parii-ruu ne sa.nvaare raat bhar
saa.np loTe saik.Do.n dil par hamaare raat bhar
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
KHudaa rakkhe salaamat jin ko un ko maut kab aa.e
ta.Dapte loTte ham kuucha-e-qaatil me.n rahte hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
PAGE MATCHES FOR "lotte"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "lotte"
Ghazal
dil us kaa na loTe kabhii phuulo.n kii safaa par
shabnam ko dikhaa duu.n jo tire gaat kaa aalam
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
pahle hii saaGar me.n the ham to pa.De loTte
itne me.n saaqii ne dii us se ka.Dii aur bhii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
pak o hind yak-jehti
ka.nvaaraa aadmii ho yaa ko.ii aazaad leader ho
jo be-pe.nde ke loTe hai.n vo saare ek jaise hai.n
Khalid Irfan
Nazm
id ka mela
tar halva garm ka.Daahii me.n do loTe hai.n ik Thela hai
yaaro ye iid kaa mela hai
Syed Zameer Jafri
Ghazal
loTte hai.n mast mai-KHaane ke dar par jaa-ba-jaa
jaam o sahbaa saaqii o piir-e-muGaa.n ko ishq hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
loTte hai.n jis ko sun sun kar hazaaro.n murG-e-dil
ho rahaa hai zikr kis ke gesu.o.n ke daam kaa
Miyan dad Khan Sayyah
Sher
KHat kaa ye javaab aayaa ki qaasid gayaa jii se
sar ek taraf loTe hai aur ek taraf dha.D