SEARCH RESULTS
Showing search results for "luuluu"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "luuluu"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
jab us kaa ishq KHuun kii dhaaro.n me.n hal hu.aa
mere liye to luuluu-o-marjaan ban gayaa
Asra Rizvi
Ghazal
ash.aar 'aabruu' ke rashk-e-guhar hu.e hai.n
daaG-e-suKHan sii.n us ko luuluu hu.aa hai laalaa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "luuluu"
Sher
mausam 'ajiib rahtaa hai dil ke dayaar kaa
aage hai.n luu ke jho.nke bhii ThanDii havaa ke ba.ad
Qaisar Shameem
Nazm
barkha-rut
thii.n loma.Diyaa.n zabaa.n nikaale
aur luu se hiran hu.e the kaale
Altaf Hussain Hali
Ghazal
tum jo aa.oge to mausam duusraa ho jaa.egaa
luu kaa jho.nkaa bhii chalegaa to sabaa ho jaa.egaa
Ali Ahmad Jalili
Ghazal
har taraf aag lagaa aa.e ho phir puuchhte ho
kyuu.n chalii baad-e-sabaa ab ke baras luu kii tarah
Krishn Bihari Noor
Ghazal
ye haal hai to badan ko bachaa.iye kab tak
sadaa me.n dhuup bahut hai lahuu me.n luu hai bahut

