SEARCH RESULTS
Showing search results for "maahii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maahii"
Ghazal
dafn jab KHaak me.n ham soKHta-saamaa.n ho.nge
fils maahii ke gul-e-sham-e-shabistaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
PAGE MATCHES FOR "maahii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maahii"
Nazm
hubb-e-watan
jin o insaan kii hayaat hai tuu
murG o maahii kii kaa.enaat hai tuu
Altaf Hussain Hali
Ghazal
misaal-e-maahii-e-be-aab mauje.n ta.Dpaa kii.n
habaab phuuT ke ro.e jo tum nahaa ke chale
Meer Anees
Ghazal
KHuu.n dil me.n jo mere nahii.n baaqii to 'ajab kyaa
juu.n maahii-e-be-aab ta.Daptii hai har a.ngusht
Mirza Ghalib
Ghazal
ko.ii Garqaab ko.ii maahii-e-be-aab hu.aa
abr-e-be-faiz jo barsaa bhii to kaisaa barsaa
Ahmad Faraz
Nazm
hubb-e-watan
jinn-o-insaan kii hayaat hai tuu
murG-o-maahii kii kaa.enaat hai tuu
Altaf Hussain Hali
Ghazal
aa ga.ii kashtii bhaTak kar aab se suu-e-saraab
bhar gayaa reg-e-ravaa.n se jaal maahii-giir kaa
Adeem Hashmi
Ghazal
jab kabhii dariyaa me.n hote saya-afgan aap hai.n
fils-e-maahii ko bataate maah-e-raushan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Nazm
KHushamad
juvaariyaa chor daGaabaaz KHaraabaatii hai
maah se maahii talak chyuu.nTii hai yaa haathii hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
maahi-e-be-aab hai.n aa.nkho.n kii be-kal putliyaa.n
in nigaaho.n se ko.ii manzar nihaa.n hone ko hai
Ata ul Haq Qasmi
Quote
Jis shakhs ka khuda khud nigehbaan ho uska tahaffuz murgh-o-maahi bhi karte hain....










