SEARCH RESULTS
Showing search results for "malii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "malii"
Nazm
jawab-e-shikwa
har ko.ii mast-e-mai-e-zauq-e-tan-aasaanii hai
tum musalmaa.n ho ye andaaz-e-musalmaanii hai
Allama Iqbal
Ghazal
Kaifi Azmi
Nazm
dil ek kuTiya dasht kinare
sonaa ruupaa chaukii masnad
ye bhii maal-manaal nahii.n hai
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
chaman jo mohabbat kaa suukhaa pa.Daa hai
ye vo baaG hai jis kaa maalii nahii.n hai
Fauzia Mughal
PAGE MATCHES FOR "malii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "malii"
Ghazal
aap maalii hai.n na suuraj hai.n na mausam phir bhii
biij ko dekhte rahiyegaa samar hone tak
Rehman Faris
Ghazal
mai.n ne puuchhaa thaa sabab pe.D ke gir jaane kaa
uTh ke maalii ne kahaa us kii qalam baaqii hai
Nida Fazli
Ghazal
KHuugar-e-ranj-o-balaa hashr ke din kyaa KHush ho.n
ki vo maal aaj hu.aa hai shab-e-tanhaa.ii kaa
Dagh Dehlvi
Nazm
bangal
chaman ko is liye maalii ne KHuu.n se sii.nchaa thaa
ki us kii apnii nigaahe.n bahaar ko tarse.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
holi
gulaal rakh diyaa kis ne gulo.n kii thaalii me.n
kahaa.n kii mastii hai maalan me.n aur maalii me.n













