SEARCH RESULTS
Showing search results for "mannat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mannat"
Ghazal
mannat maan.ne vaalo.n ko maaluum nahii.n
kis ne aa kar pe.D se dhaage khole hai.n
Tahzeeb Hafi
Nazm
namaz
badal ke bhes phir aate hai.n har zamaane me.n
agarche piir hai aadam javaa.n hai.n laat-o-manaat
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mannat"
Nazm
TuTi jahan jahan pe kamand
nahii.n rahaa haram-e-dil me.n ik sanam baatil
tire KHayaal ke laat-o-manaat kii saugand
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
paa.e gul us chaman me.n chho.Daa gayaa na ham se
sar par hamaare ab ke mannat hai be-parii kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
mannat-guzaar-e-ahl-e-havas ho sakaa na dil
haa.il miraa zamiir mire raaste me.n thaa
Ehsan Danish
Ghazal
mannat kii ik Dorii hai.n piipal se ba.ndhii
jal me.n bahtaa ek diyaa hai.n mai.n aur tuu
Naina Adil
Ghazal
Hasan Shahnawaz Zaidi
Ghazal
ishq vo Gaarat-gar-e-iimaa.n hai ye chaahe agar
vaa.izo.n ko kalma pa.Dhvaa.e manaat-o-laat kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
kisii ke ishq kii mannat kaa tel hai us me.n
isii liye to diyaa aastaa.n se la.Dtaa hai
Jabbar Wasif
Ghazal
shaayad ba.Dhaa.ii.n yaar ne mannat kii be.Diyaa.n
ab kii mujhe junuu.n na hu.aa kyaa sabab hu.aa