SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqbara"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maqbara"
Sher
zamiine.n ta.ng hu.ii jaa rahii hai.n dil kii tarah
ham ab makaan nahii.n maqbara banaate hai.n
Khurshid Talab
Ghazal
Shahid Zaki
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maqbara"
Nazm
karachi
shahiido.n kii mardaan-e-Gaazii kii jaa hai
yahaa.n apne qaa.id kaa bhii maqbara hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
dil ek ghar thaa ise maqbara banaayaa gayaa
ye aarzuu thii kisii aaKHirii makiin kii bas
Sajid Raheem
Ghazal
nafas nafas hai yahaa.n maqbara aqiidat kaa
ye maqbaro.n kaa jahaa.n paa.emaal kar dekho
Ahmad Shanas
Ghazal
Zakir Khan Zakir
Ghazal
aayaa thaa ghuumne ke liye mai.n to chaar din
kis ne banaa diyaa hai yahaa.n maqbara miraa
Farrukh Adeel
Nazm
tere baad
mahsharistaa.n tapish-e-shauq se thaa jo siina
maqbara hasrat-o-armaa.n kaa banaa tere baad
Zahida Khatoon sharvaiya
Ghazal
Dharmendra Tijoriwale Azad
Ghazal
Javed Vashisht
Ghazal
raat hai yaa sa.ng-e-marmar kaa muqaddas maqbara
jis ke andar dafn hai do maahtaabo.n kaa badan



