SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqbara"
Ghazal MATCHES FOR "maqbara"
Ghazal
Shahid Zaki
Ghazal
zamiine.n ta.ng hu.ii jaa rahii hai.n dil kii tarah
ham ab makaan nahii.n maqbara banaate hai.n
Khurshid Talab
Ghazal
dil ek ghar thaa ise maqbara banaayaa gayaa
ye aarzuu thii kisii aaKHirii makiin kii bas
Sajid Raheem
Ghazal
suno use to samaa.at se maavaraa ho kar
jo dekhnaa ho to aa.nkhe.n nikaal kar dekho
Ahmad Shanas
Ghazal
Zakir Khan Zakir
Ghazal
aayaa thaa ghuumne ke liye mai.n to chaar din
kis ne banaa diyaa hai yahaa.n maqbara miraa
Farrukh Adeel
Ghazal
Dharmendra Tijoriwale Azad
Ghazal
Javed Vashisht
Ghazal
raat hai yaa sa.ng-e-marmar kaa muqaddas maqbara
jis ke andar dafn hai do maahtaabo.n kaa badan
Prem Warbartani
Ghazal
sanjiida za.iifii kaa use maqbara kahiye
jis jism me.n shoriida javaanii nahii.n rahtii
Shaukat Wasti
Ghazal
ye maqbara hai bas alfaaz aur ma.aanii kaa
kitaab-KHvaa.n to nahii.n hai kitaab baaqii hai
Paikar Jafari
Ghazal
hazaaro.n KHvaahishe.n hai dafn mujh me.n
mai.n jiitaa jaagtaa ik maqbara huu.n
Khalil Dhantejvi
Ghazal
hamaare jism kaa ye maqbara nahii.n KHaalii
tumhaarii yaad se ab tak hu.aa nahii.n KHaalii
Subhash Pathak Ziya
Ghazal
mujh rind kaa bane jo pas-e-marg maqbara
KHisht-e-KHum-e-sharaab ho ta.amiir ke liye
Alamgir Khan Kaif
Ghazal
ab dil hamaaraa ban gayaa KHushiyo.n kaa maqbara
hai dafn har KHushii isii KHaana-KHaraab me.n