SEARCH RESULTS
Showing search results for "marzi-e-aGyaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "marzi-e-aGyaar"
Ghazal
unhe.n lihaaz nahii.n hai jo merii marzii kaa
to mai.n bhii marzi-e-aGyaar par nahii.n chaltaa
Raoof Khair
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
ab dar-e-andaazii-e-aGyaar nahii.n chal saktii
KHuub pahchaante hai.n yaar ke darbaa.n mujh ko
Asad Ali Khan Qalaq
MORE MATCHES FOR "marzi-e-aGyaar"
Ghazal
kah do baqqaal pisar se ki miraa dil le kar
qasd-e-aKHz-e-dil-e-aGyaar na haa.n kiijiyegaa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Ashique Akbarabadi
Ghazal
sar hai apno.n hii ke altaaf-o-inaayaat se KHam
tab-e-minnat-kash-e-aGyaar kahaa.n se laa.uu.n
Athar Ziai
Ghazal
ye aqiidat hii kahii.n darpai-e-aazaar na ho
sharf-e-paa-bosii-e-aGyaar se Dar lagtaa hai
Azeem Hyderabadi
Ghazal
sadma-e-sohbat-e-aGyaar na uThegaa kabhii
aur jo zulm karo sab hai.n gavaaraa mujh ko
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
gunjaa.ish-e-adaavat-e-aGyaar yak taraf
yaa.n dil me.n zo.af se havas-e-yaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Sher
gunjaa.ish-e-adaavat-e-aGyaar yak taraf
yaa.n dil me.n zof se havas-e-yaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ab tak shariik-e-mahfil-e-aGyaar kaun hai
ham bevafaa hu.e to KHataa-vaar kaun hai
Zehra Nigaah
Ghazal
Thahraa iz.haar-e-vafaa shikva-e-vasl-e-aGyaar
rashk se haasil-e-taqriir ulaT jaataa hai
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
'zaidii' ne taaza sher sunaa.e ba-ra.ng-e-KHaas
ham bhii KHudaa-e-shoKHii-e-afkaar ho ga.e
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
ik aah-e-zer-e-lab ke gunahgaar ho ga.e
ab ham bhii daaKHil-e-saf-e-aGyaar ho ga.e
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
maa.il-e-sohbat-e-aGyaar to ham hai.n tum kaun
kyuu.n buraa maan ga.e yaar to ham hai.n tum kaun