SEARCH RESULTS
Showing search results for "naadir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naadir"
Ghazal
kyaa dabdaba-e-naadir kyaa shaukat-e-taimuurii
ho jaate hai.n sab daftar Garq-e-mai-e-naab aaKHir
Allama Iqbal
Nazm
26 january
maz.hab kaa rog aaj bhii kyuu.n laa-'ilaaj hai
vo nusKHa-haa-e-naadir-o-naayaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Sher
ba.ad marne ke bhii armaan yahii hai ai dost
ruuh merii tire aaGosh-e-mohabbat me.n rahe
Nadir Shahjahanpuri
PAGE MATCHES FOR "naadir"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naadir"
Ghazal
'naadir' ko jaan dene se kyuu.n roktaa hai tuu
jiine se bhii hai kyaa use haasil tire baGair
Nadir Shahjahanpuri
Sher
kisii se phir mai.n kyaa ummiid rakkhuu.n
mirii ummiid to yaarab tuu hii hai
Nadir Shahjahanpuri
Sher
dekho to har ik rang se miltaa hai miraa ra.ng
socho to har ik baat hai auro.n se judaa bhii
Athar Nadir
Nazm
hubb-e-watan
kitne bhaa.ii tumhaare hai.n naadaar
zindagii se hai jin kaa dil bezaar
Altaf Hussain Hali
Sher
mai.n KHushbu.o.n ke zikr pe KHaamosh hii rahaa
haalaa.nki ek phuul mire haafize me.n thaa
Wasim Nadir
Sher
jo bhii de de vo karam se vahii le le 'naadir'
mu.nh se maa.ngo to KHudaa aur KHafaa hotaa hai