SEARCH RESULTS
Showing search results for "paarsaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "paarsaa"
Sher
kisii kaa ahd-e-javaanii me.n paarsaa honaa
qasam KHudaa kii ye tauhiin hai javaanii kii
Josh Malihabadi
Ghazal
husn-e-be-hijaab par ko.ii parda Daal lo
tum use sanam kaho mai.n use KHudaa kahuu.n
Nushur Wahidi
Ghazal
dil KHataavaar-e-nazar paarsaa tasviir-e-anaa
vo bashar hai ki farishta hai KHudaa hai kyaa hai
Naqsh Layalpuri
Ghazal
allaah rii gumrahii but o but-KHaana chho.D kar
'momin' chalaa hai kaa'ba ko ik paarsaa ke saath
Momin Khan Momin
PAGE MATCHES FOR "paarsaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "paarsaa"
Sher
ko.ii hai mast ko.ii tishna-kaam hai saaqii
ye mai-kade kaa tire kyaa nizaam hai saaqii
Parsa Kausari
Ghazal
zulm se gar zab.h bhii kar do mujhe parvaa nahii.n
lutf se Dartaa huu.n ye merii qazaa ho jaa.egaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
sharaab-e-ishq kii azmat se jo kare inkaar
vo paarsaa bhii agar ho to paarsaa na kaho
Shaer Fatahpuri
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
to shahr ke saare paarsaa mujh ko Tokte hai.n
KHilaaf-e-aKHlaaq jin ke nazdiik hai mohabbat
Qateel Shifai
Ghazal
Nazeer Banarasi
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
kisii ke kam hai.n kisii ke bahut magar zaahid
gunaah karne ko kyaa paarsaa nahii.n karte








