SEARCH RESULTS
Showing search results for "paasa.ng"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "paasa.ng"
Ghazal
sunaa hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaa.n me.n
pala.ng zaaviye us kii kamar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jab bhii parkhegaa ko.ii pyaar ke me.ayaar 'qatiil'
saarii duniyaa mire pasa.ng dikhaa.ii degii
Qateel Shifai
Nazm
mulamma ki anguThi
merii sii kahaa.n chaashnii meraa saa kahaa.n ra.ng
vo mol me.n aur tol me.n mere nahii.n paassa.ng
Ismail Merathi
Ghazal
ham-zaad se bhii ye tan-e-laaGar hu.aa subuk
tolaa to apne saaye kaa paasa.ng ho gayaa
Muneer Shikohabadi
PAGE MATCHES FOR "paasa.ng"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "paasa.ng"
Ghazal
Jawed Manzar
Ghazal
har sang bhaarii hotaa hai apne maqaam par
insaa.n KHalaa me.n pahu.nchaa to paasa.ng rah gayaa
Syed Fakhruddiin Balley
Ghazal
ho kharaa baa.nT to tulne se nahii.n ko.ii gurez
haa.n magar jumbish-e-paasa.ng se Dar lagtaa hai
Naseem Siddiqi
Ghazal
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
bahut chhoTaa sahii ye dil magar 'anjum' ye mumkin hai
tavaazun ishq kaa ab to yahii pasa.ng badlegaa
Farooq Anjum
Ghazal
tol mat mujh ko ki paasa.ng bahut hai mujh me.n
mai.n bhii sonaa huu.n magar zang bahut hai mujh me.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
pasa.ng hai.n la.al us ke bhii jis sang ko pahu.nche
ik qatra mire ashk ke KHuu.nbaab kii miiraas
Waliullah Muhib
Ghazal
shoKHii se qayaamat ko vo pasa.ng banaa kar
ham kitne hai.n baato.n me.n hame.n tol rahe the