SEARCH RESULTS
Showing search results for "ponde"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ponde"
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
shor-e-pand-e-naaseh ne zaKHm par namak chhi.Dkaa
aap se ko.ii puuchhe tum ne kyaa mazaa paayaa
Mirza Ghalib
Sher
mere alaava use KHud se bhii mohabbat hai
aur aisaa karne se vo bevafaa nahii.n hotii
Balmohan panday
Sher
Gaur se dekhte rahne kii sazaa paa.ii hai
terii tasviir in aa.nkho.n me.n utar aa.ii hai
Abhinandan Pandey
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ponde"
Nazm
nazm
tirii talab kaa sabab sirf KHaalii-pan to nahii.n
ki tujh se raabta meraa zaruuratan to nahii.n
Balmohan panday
Ghazal
kitne adab se baiThe hai.n suukhe paude
jaise baadal sher sunaane vaalaa hai
Zubair Ali Tabish
Sher
Gamo.n se bair thaa so ham ne KHud-kushii kar lii
shajar giraa ke parindo.n se intiqaam liyaa
Balmohan panday
Ghazal
is se pahle ki ko.ii aur haTaa de mujh ko
apne pahluu se kahii.n duur biThaa de mujh ko
Balmohan panday
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
use KHabar hai ki majnuu.n ko raas hai ja.ngal
vo mere ghar me.n bhii paude lagaanaa chaahtaa hai
Abbas Tabish
Sher
ham ab udaas nahii.n sar-ba-sar udaasii hai.n
hame.n charaaG nahii.n raushnii kahaa jaa.e
Balmohan panday
Ghazal
aaGaaz se anjaam-e-safar dekh rahaa huu.n
dekhaa nahii.n jaataa hai magar dekh rahaa huu.n