SEARCH RESULTS
Showing search results for "saakh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saakh"
Sher
ujaale apnii yaado.n ke hamaare saath rahne do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaa.e
Bashir Badr
PAGE MATCHES FOR "saakh"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "saakh"
Ghazal
mujhe udaas na kar varna saakh TuuTegii
nahii.n hai tajraba mujh ko malaal karne kaa
Mohsin Asrar
Ghazal
darvaazo.n kii saakh bachaane kii KHaatir
diivaaro.n ke kaan banaane vaalaa thaa
Iftikhar Falak Kazmi
Ghazal
mohabbat ham se us ko ho ga.ii to Thiik varna
ham apnii saakh rakhne ko adaakaarii kare.nge
Mohsin Asrar
Ghazal
masti-e-gaam bhii thii Gaflat-e-anjaam ke saath
do gha.Dii khel liye gardish-e-ayyaam ke saath
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
maal hai paas na ham charb-zabaa.n hai.n 'mohsin'
shahr me.n kis tarah phir saakh banaa.e.n apnii
Mohsin Asrar
Ghazal
saada rakhne se sadaa detaa hai qirtaas mujhe
lafz likh duu.n to mirii saakh giraa jaataa hai
Mohsin Asrar
Ghazal
na saath saath sahii itnii duur bhii to na jaa
ujaa.D mat mire qurb-o-javaar kam se kam
Shamim Abbas
Nazm
dar-o-rasan
Gazab hai us ko ko.ii shaadmaa.n na dekh sakaa
zamii.n na dekh sakii aasmaa.n na dekh sakaa