SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaz-e-ajal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saaz-e-ajal"
Ghazal
naGma-saamaa.n 'ajab andaaz se hai saaz-e-ajal
sur simaTte hai.n jahaa.n taan vahaa.n TuuTtii hai
Abid Raza
Ghazal
mujh ko mirii majaal se ziyaada junuu.n diyaa
dha.Dkan kii lai ko saaz-e-ajal kar diyaa gayaa
Sarwat Zehra
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "saaz-e-ajal"
Ghazal
kii yuu.n to mire nafs-e-sarkash ne bahut koshish
TuuTaa na mire sar kaa sajdaat se samjhauta
Mahmood Beg Saaz
Ghazal
is dahr ke azal se ye lail-o-nahaar hai.n
suuraj ko din kii chaa.nd ko hai raat-bhar kii qaid
Mahmood Beg Saaz
Ghazal
tumhaare dil me.n bhii ghar kar chuke ho.n chupke se
to aa.o 'saaz' ke ash.aar chhiin lo mujh se
Mahmood Beg Saaz
Ghazal
ai 'saaz' mire dil me.n ab jaan nahii.n baaqii
go KHuun kaa rag rag me.n dauraan mukammal hai
Mahmood Beg Saaz
Ghazal
yahii vo saa.at-e-fan jis me.n aap ho.n na muKHil
yahii hai vaqt magar ham se baat karne kaa
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
ab kisii huur me.n baaqii nahii.n ehsaas-e-kashish
mere sar par kisii aaseb kaa saaya bhii nahii.n
Abdul Ahad Saaz
Nazm
KHayal-e-KHatir-e-ahbab
KHilaaf-e-vaza.a ho bhuule se gar ye sher-e-'aniis'
sunaa.e 'saaz' ko.ii mere ham-nashiino.n ko
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
na puuchh 'saaz' ko vo to saraab vaalo.n se
phire hai kaasa-e-dil me.n haqiiqate.n maa.nge