SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahbaa-e-qanaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sahbaa-e-qanaat"
Ghazal
mast-e-sahbaa-e-mohabbat hai azal se 'sahbaa'
is ko shiishe kii zaruurat hai na paimaano.n kii
Sahba lakhnavi
Nazm
aa ja
sahbaa-e-aatishii.n kaa rangii.n KHumaar ban kar
daur-e-sharaab ban kar jaan-e-sharaab aa jaa
Sahba lakhnavi
Ghazal
'sahbaa' ye shahr-e-ziist sadaa.o.n kaa shahr hai
ya.anii tanaab-e-hasrat-e-husn-e-bayaan khii.nch
Sahba Waheed
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sahbaa-e-qanaat"
Ghazal
Gariib-e-shahr pe darvaaze band hai.n 'sahbaa'
hamaare naam pe chashmak mu'aasiriin me.n hai
Sahba Waheed
Ghazal
fazaa me.n raqs hai 'sahbaa' hasii.n parindo.n kaa
mujhe bhii hasrat-e-parvaaz hai kisii ke saath
Sahba Akhtar
Ghazal
chaman nasiib zamaana karegaa yaad hame.n
zamiin-e-sher me.n 'sahbaa' KHayaal bo jaa.e.n
Sahba Akhtar
Sher
Sahba Akhtar
Ghazal
suuraj tuluu.a ho.n yaa suuraj Guruub 'sahbaa'
shab-haa-e-Gam ke parde KHud par giraa chukaa huu.n
Sahba Akhtar
Ghazal
'sahbaa' ke saath saath na chal saaya-e-zamiir
ai mere ham-nashii.n mirii fard-e-amal na likh