SEARCH RESULTS
Showing search results for "saraasar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saraasar"
Sher
ai 'zauq' takalluf me.n hai takliif saraasar
aaraam me.n hai vo jo takalluf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
be-niyaazii ko tirii paayaa saraasar soz o dard
tujh ko ik duniyaa se begaana samajh baiThe the ham
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
aap ik jalva saraasar mai.n saraapaa ik nazar
apnii haajat dekhiye merii zaruurat dekhiye
Josh Malihabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "saraasar"
Ghazal
ai 'zauq' takalluf me.n hai takliif saraasar
aaraam me.n hai vo jo takalluf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
yaad aa.ii jab tumhaare ruup raushan kii chamak
mai.n saraasar suurat-e-aa.iina hairaa.n rah gayaa
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
manzar-e-ziist saraasar tah-o-baalaa niklaa
Gaur se dekhaa to har shaKHs tamaashaa niklaa
Sarwar Alam Raz
Ghazal
ishq kaa rasta saraasar hai dam-e-shamshiir par
bul-havas is raah me.n rakhnaa qadam kyaa sahl hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Mirza Ghalib
Mazahiya
jab amal is par kiyaa pariyo.n kaa saaya ho gayaa
jis se thaa dil kii haraarat ko saraasar inte.aash
Akbar Allahabadi
Nazm
zamana KHuda hai
jo saraasar azal se abad tak tane hai.n!
jahaa.n ye zamaana hanuuz-e-zamaana