SEARCH RESULTS
Showing search results for "saraasar"
Nazm MATCHES FOR "saraasar"
Nazm
zamana KHuda hai
jo saraasar azal se abad tak tane hai.n!
jahaa.n ye zamaana hanuuz-e-zamaana
Noon Meem Rashid
Nazm
hasina-e-KHayal se
mire maazii o mustaqbil saraasar mahv ho jaa.e.n
mujhe vo ik nazar ik jaavedaanii sii nazar de de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bhaarat ke musalman
ga.ngoh kii taqdiis se qudduus saraasar
paTne kii zamii.n nik.hat-e-KHvaaja se mo.attar
Jagan Nath Azad
Nazm
KHakam-ba-dahan
haatif ne kahaa ro ke ki ai rab-e-samaavaat!
laa-raib saraasar hai.n bajaa dono.n ke fatvaat
Fahmida Riaz
Nazm
baDe shahar ka KHwab
kisii ke liye tuu saamaan-e-masarrat
aur kisii ke liye hai tuu, saraasar qahr
Perwaiz Shaharyar
Nazm
mudawa
bad-mazaaqii kii saraasar baate.n
ra.ng o buu chho.D ke aa.ndhii kii pukaar
Wamiq Jaunpuri
Nazm
nazm ittihad
phuulo-phalo ilaahii raho shaad sar-ba-sar
ho naKHl-e-ittihaad hamesha ye baarvar
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Nazm
hindostan
zarKHez hai saraasar ye gulistaa.n hamaaraa
hai taa.ir-e-tilaa.ii hindostaa.n hamaaraa
Aaftab Rais Panipati
Nazm
suqraat ki biwi
kaj-fahm thii ziddii thii qayaamat thii saraasar
suqraat ko detii thii vo salavaat pe salavaat
Ameer Chand Bahar
Nazm
insan ki fariyaad
aazaadiyo.n kii mujh par tohmat hii hai saraasar
mai.n qaidii-e-havas huu.n mai.n banda-e-havaa huu.n
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
pyara watan hamara
kyaa chiiz un ke aage europe kaa shakespeare
paamaal ho chukaa hai vo gulistaa.n saraasar
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
ek ittifaqi maut ki rudad
saraasar ittifaaqii maut thii
us ne kahaa thaa mujh ko jaanaa hai
Mohammad Anvar Khalid
Nazm
hamari zaban
ho.n kyuu.n na is ke sab log haamii
hai ye saraasar hindostaanii
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
aazmaish shart thi
ta.Dapne kaa sabaq siikhaa mujhii se
ye saraasar buz-dilii thii, un se dhokaa thaa
Satyapal Anand
Nazm
hikmat ka but-KHana
tafaaKHur ke mariizo.n ke liye iksiir hotii hai
saraasar banda-e-'bebaak' kii tarz-e-faqiiraana