SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahr-e-ishq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shahr-e-ishq"
Ghazal
tuu kamsin aur ye hangaama-haa-e-shahr-e-ishq
KHudaa kare ki tujhe raas aa.e shahr-e-ishq
Ismail Raaz
Ghazal
ai mere shahr-e-ishq tiraa kaisaa baKHt hai
mai.n jis ko dekhtaa huu.n vahii laKHt laKHt hai
Ehsaan Ghaman
Ghazal
Iffat abbas
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
sharaar-e-'ishq
शरार-ए-'इश्क़ شَرارِ عِشْق
spark of love
MORE MATCHES FOR "shahr-e-ishq"
Ghazal
ye shahr-e-ishq bahut jald uja.Dne vaalaa hai
dukaan-daar o KHariidaar jhuuT bolte hai.n
Imran Aami
Sher
'ishq' raushan thaa vahaa.n diida-e-aahuu se charaaG
mai.n jo yak raat gayaa qais ke kaashaane me.n
Ishq Aurangabadi
Ghazal
har chiiz shahr-e-ishq me.n mah.ngii thii is qadar
lauT aa.e KHaalii haath hii jab jab udhar ga.e
Madhavi Shankar
Ghazal
ruke hu.e hai.n kinaare pe vo talaatum hai
ye shahr-e-ishq hai aur hai majaal se aage
Farhat Zahid
Ghazal
manzil-e-ishq na tai hovii ba-qaul-e-'saudaa'
mil ga.e KHaak me.n yaa.n paa.nv ke dharte dharte
Ishq Aurangabadi
Ghazal
ye shahr-e-ishq to 'aafaaq' ho nahii.n saktaa
ham is ilaaqe kaa mausam KHaraab dekhte hai.n
Maqsood Aafaque
Ghazal
ik dam hamaarii dar-ba-darii par na jaa 'miraash'
ik 'umr shahr-e-'ishq me.n rah kar ke aa.e hai.n
Miraash
Ghazal
is baar maut laa.ngh ke jaa.e.nge shahr-e-ishq
is baar zindagii ke sahaare ga.e the ham
Kuldeep Kumar
Ghazal
'ishq kii aag me.n ab sham' saa jal jaa.uu.ngaa
tujh lagan biich qadam gaa.D na Tal jaa.uu.ngaa
Ishq Aurangabadi
Ghazal
ye shahr-e-ishq mire vaaste nayaa hai miyaa.n
ab aayaa huu.n to ko.ii silsila banaataa huu.n