SEARCH RESULTS
Showing search results for "sunahrii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sunahrii"
Ghazal
jise KHayaal kaa markaz kabhii banaayaa thaa
sunahrii dhuup usii daa.ere se aa.ii hai
Jahangeer Nayab
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sunahrii"
Ghazal
sabz naaranjii sunahrii khaTTii miiThii la.Dkiyaa.n
bhaarii jismo.n vaalii Tapke aam jaisii aurte.n
Bashir Badr
Ghazal
mil gayaa hogaa agar ko.ii sunahrii patthar
apnaa TuuTaa hu.aa dil yaad to aayaa hogaa
Meena Kumari Naz
Ghazal
tamaashaa KHatm hu.aa dhuup ke madaarii kaa
sunahrii saa.np chhupe shaam ke piTaare me.n
Iqbal Sajid
Ghazal
hosh kyaa aayaa musalsal jal rahaa huu.n hijr me.n
ik sunahrii raat kaa nashsha utar jaane ke ba.ad




