SEARCH RESULTS
Showing search results for "suu-e-lahad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "suu-e-lahad"
Ghazal
aatii hai sabaa suu-e-lahad un kii galii se
shaayad mirii miTTii abhii barbaad nahii.n hai
Fani Badayuni
Ghazal
jab chale suu-e-lahad mu.D ke na dekhaa ghar ko
aise ruuThe ki kisii se bhii manaa.e na ga.e
Riyaz Khairabadi
BOOKS MATCHES FOR "suu-e-lahad"
MORE MATCHES FOR "suu-e-lahad"
Ghazal
yahii hai sair faqiiro.n kii aur yahii fariyaad
zamii.n pe baiTh ga.e suu-e-aasmaa.n dekhaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
zaraa sii der Thahar jaa.o jugnu.o.n aa kar
hamaare ghar me.n charaaGo.n kii raushnii kam hai
M. I. Sajid
Ghazal
martaa huu.n aur jaa nahii.n saktaa suu-e-adam
mujh naa-tavaa.n ko tauq-o-salaasil se kyaa Garaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
iiqaa.n kii phaTii lahad me.n jaa kar
mai.n KHaak-e-qayaas de rahaa huu.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Nazm
shikwa
ai KHushaa aa.n roz ki aa.ii o ba-sad naaz aa.ii
be-hijaabaana suu-e-mahfil-e-maa baaz aa.ii
Allama Iqbal
Ghazal
maqaam 'faiz' ko.ii raah me.n jachaa hii nahii.n
jo kuu-e-yaar se nikle to suu-e-daar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nasiim-e-sham'-e-lahad ko zaraa bachaa.e hu.e
yahii hai ek Gariibo.n ke rone vaalo.n me.n
Jaleel Manikpuri
Ghazal
piiTnaa sar apne maatam me.n aziizo yaar kaa
qil.a-e-kunj-e-lahad kii fat.h kaa naqqaaraa thaa