SEARCH RESULTS
Showing search results for "suu-e-lahad"
Nazm MATCHES FOR "suu-e-lahad"
Nazm
kisi ki sada
zarra zarra jhuum kar lene lagaa a.ng.Daa.iyaa.n
kahkashaa.n takne lagii hairat se suu-e-juu-e-baar
Ibn-e-Safi
Nazm
abhi uski zarurat thi
charaaG-e-aarzuu ban kar
sar-e-taaq-e-lahad guu.ngii zamii.n kii lab-kushaa.ii tak pukaare gaa
Abbas Tabish
Nazm
KHak-e-dil
kal mire pyaar kii tasviir ubhar aa.egii
ai mirii ruuh-e-chaman KHaak-e-lahad se terii
Jan Nisar Akhtar
Nazm
parchhaiyan
tum kaho zinda giraftaar-e-lahad hai ki nahii.n
haa.n giraftaar huu.n do chand ye kahnaa hai mujhe
Mukhtar Siddiqui
Nazm
kar-e-mushkil
Gaalib-e-aatish-navaa kunj-e-lahad me.n hai KHamosh
soz se dil ke bhare naGmaat me.n taasiir kaun
Muneer Wahidi
Nazm
muntaKHab-e-rozgar abulkalam-azad
qadam qadam pe aqiidat se sar hai KHam meraa
chalaa hai suu-e-rah-e-mo'atabar qalam meraa
Saeed Arifi
Nazm
tin baj ke sola minute
suu-e-sahraa-e-samaa.at vo ik aavaaz chalii
ik chhurii hichkiyo.n kii dil pe ba-sad-naaz chalii
Ali Raza Aseer
Nazm
siyasi bengan
laxmii kii mohabbat ne dil moh liyaa itnaa
mu.nh mo.D ke ka.abe se pahu.nche suu-e-but-KHaana
Zareef Lakhnavi
Nazm
basti ki laDkiyon ke nam
chal ai nasiim-e-sahraa ruuh-o-ravaan-e-sahraa
meraa payaam le jaa suu-e-butaan-e-sahraa
Akhtar Shirani
Nazm
nur-jahan ka mazar
ta.aviiz-e-lahad hai zabar o zer ye andher
ye daur-e-zamaana ke ulaT pher ye andher