SEARCH RESULTS
Showing search results for "taar-taar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taar-taar"
Ghazal
chaman me.n phuulo.n kaa daamaan-e-taar-taar bhii dekh
bahaar dekh chukaa haasil-e-bahaar bhii dekh
Ahmar Gorakhpuri
Ghazal
mujhe to ranj qabaa-haa-e-taar-taar kaa hai
KHizaa.n se ba.Dh ke gulo.n par sitam bahaar kaa hai
Shaukat Wasti
Ghazal
mujhe to ranj qabaa-haa-e-taar-taar kaa hai
KHizaa.n se ba.Dh ke gulo.n par sitam bahaar kaa hai
Shaukat Wasti
Ghazal
u.Daa.uu.n na kyuu.n taar-taar-e-garebaa.n
ki parda-darii hai shi.aar-e-garebaa.n
Qalaq Merathi
PAGE MATCHES FOR "taar-taar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taar-taar"
Ghazal
e'tibaar kii chaadar taar-taar mat karnaa
tum kisii kii aa.nkho.n ko ashk-baar mat karnaa
Waqar Ashhar Janetvi
Ghazal
daaman qaraar-e-dil ke sab taar taar dekhe
jab terii vaadiyo.n ke kuchh aabshaar dekhe
Muhiuddin Fauq
Sher
rafaaqato.n kaa jahaa.n taar-taar dekhaa hai
vajuud-e-ziist kaa u.Dtaa Gubaar dekhaa hai
Mohammad Daood Mohsin
Ghazal
jalaa ke daaman-e-hastii kaa taar taar uThaa
kabhii jo naala-e-Gam dil se sho.ala-baar uThaa
Fareed Ishrati
Sher
mujhe to ranj qabaa-haa-e-taar-taar kaa hai
KHizaa.n se ba.Dh ke gulo.n par sitam bahaar kaa hai
Shaukat Wasti
Ghazal
kitaab-e-ziist ke auraaq-e-taar-taar ke naam
mai.n intisaab huu.n KHud apne intishaar ke naam
Zia Faooqui
Ghazal
giraa pa.Daa ke na yuu.n taar taar kar mujh ko
mire havaale hii kar de pukaar kar mujh ko
Ismail Raaz
Ghazal
junuu.n me.n daaman-e-dil garche taar taar hu.aa
magar ye jashn sar-e-kuucha-e-bahaar hu.aa
Aleena Itrat
Ghazal
uTho ridaa-e-ra.uunat ko taar taar kare.n
KHudaa ke naam pe insaaniyat se pyaar kare.n
Aziz Badayuni
Ghazal
hai taar taar junuun-e-vafaa me.n rishta-e-KHaak
kise sunaa.iye shahr-e-jafaa me.n qissa-e-KHaak
Moid Rasheedi
Ghazal
na.e libaas ko ham taar-taar kyaa karte
milii thii bhiik me.n fasl-e-bahaar kyaa karte











