SEARCH RESULTS
Showing search results for "taar-taar"
Ghazal MATCHES FOR "taar-taar"
Ghazal
mujhe to ranj qabaa-haa-e-taar-taar kaa hai
KHizaa.n se ba.Dh ke gulo.n par sitam bahaar kaa hai
Shaukat Wasti
Ghazal
mujhe to ranj qabaa-haa-e-taar-taar kaa hai
KHizaa.n se ba.Dh ke gulo.n par sitam bahaar kaa hai
Shaukat Wasti
Ghazal
kyuu.nkar rafuugarii ho dil-e-taar-taar kii
ko.ii KHabar sunaa.o mire Gam-gusaar kii
Zaheer Hasnain
Ghazal
chaman me.n phuulo.n kaa daamaan-e-taar-taar bhii dekh
bahaar dekh chukaa haasil-e-bahaar bhii dekh
Ahmar Gorakhpuri
Ghazal
daaman-e-taar-taar ke din hai.n
phir chaman me.n bahaar ke din hai.n
Abdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari
Ghazal
kitaab-e-ziist ke auraaq-e-taar-taar ke naam
mai.n intisaab huu.n KHud apne intishaar ke naam
Zia Faooqui
Ghazal
jis ne rivaayato.n kii qabaa taar-taar kii
kahte hai.n us ne raah na.ii iKHtiyaar kii
Iftikhar Raghib
Ghazal
daaman qaraar-e-dil ke sab taar taar dekhe
jab terii vaadiyo.n ke kuchh aabshaar dekhe
Muhiuddin Fauq
Ghazal
e'tibaar kii chaadar taar-taar mat karnaa
tum kisii kii aa.nkho.n ko ashk-baar mat karnaa
Waqar Ashhar Janetvi
Ghazal
miraa libaas-e-badan taar-taar karte hu.e
guzar gayaa vo mujhe sharmsaar karte hu.e
Asif Bilal
Ghazal
na.e libaas ko ham taar-taar kyaa karte
milii thii bhiik me.n fasl-e-bahaar kyaa karte
Asrarul Haq Asrar
Ghazal
mujh se to taar-taar garebaa.n na ho sakaa
ai ishq tujh pe ko.ii bhii ehsaa.n na ho sakaa
Ram Parshad Sharda
Ghazal
uTho ridaa-e-ra.uunat ko taar taar kare.n
KHudaa ke naam pe insaaniyat se pyaar kare.n