SEARCH RESULTS
Showing search results for "tab-e-mauzuu.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tab-e-mauzuu.n"
Nazm
shairi ka janaza
ek shab to tab’-e-mauzuu.n ne u.Daa dii nii.nd bhii
aur dimaaG o qalb kii rag rag pha.Dakne lag ga.ii
Barq Aashiyanvi
Ghazal
tab-e-mauzuu.n me.n agar zor-e-bayaa.n bhii hotaa
ham bhii auro.n kii tarah sho.ala-ba-daamaa.n hote
Kanval M. A
MORE MATCHES FOR "tab-e-mauzuu.n"
Ghazal
maanaa ki 'taab' yuu.n bhii guzar jaa.egii magar
zikr-e-jamaal-e-gul-badnaa.n kuchh na kuchh to ho
Tab Aslam
Ghazal
meraa vijdaan muharrik hai mire naGmo.n kaa
tab-e-mauzuu.n mirii paaband bhii aazaad bhii hai
Akhtar Muslimi
Ghazal
na 'mahruum' tuu tab-e-mauzuu.n pe utraa
hai.n maujuud ahl-e-suKHan kaise kaise
Tilok Chand Mahroom
Mazahiya
Aasi Rizvi
Ghazal
taaza mazmuu.n 'sehr' apnii tab-e-mauzuu.n se nikaal
ho na tuu tarz-e-suKHan me.n aashnaa taqliid kaa
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
Maikash Akbarabadi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
haTe Gubaar jo lau se to merii jot jage
jaluu.n mai.n phir se na.ii aab-o-taab-e-KHvaab ke saath