SEARCH RESULTS
Showing search results for "tab-e-mauzuu.n"
Nazm MATCHES FOR "tab-e-mauzuu.n"
Nazm
shairi ka janaza
ek shab to tab’-e-mauzuu.n ne u.Daa dii nii.nd bhii
aur dimaaG o qalb kii rag rag pha.Dakne lag ga.ii
Barq Aashiyanvi
Nazm
gulha-e-aqidat
aarzuu me.n terii ai gul-posh shahzaadii na puuchh
kaise aalam-taab sardaaro.n ke sar jaate rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
dua
vo jinhe.n taab-e-giraa.n-baarii-e-ayyaam nahii.n
un kii palko.n pe shab o roz ko halkaa kar de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kya ishq ek zindagi-e-mustaar ka
merii bisaat kyaa hai tab-o-taab-e-yak-nafas
sho.ala se be-mahal hai ulajhnaa sharaar kaa
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
tab-e-aazaad pe qaid-e-ramazaa.n bhaarii hai
tumhii.n kah do yahii aa.iin-e-vafaadaarii hai
Allama Iqbal
Nazm
ek alamat
varna ye tab-e-KHush-aKHlaaq-o-kam-aamez bhii hai
shahr kii tiira-o-taariik guzargaaho.n me.n
Mustafa Zaidi
Nazm
zindagi
taab-o-tab-e-amal KHalish-e-koshish-e-davaam
un se baham pahu.nchtaa hai saamaan-e-zindagii
Amjad Najmi
Nazm
irfan
tuu hai naa-mahram-e-taab-o-tap-e-baatin varna
terii aaho.n se pighal jaa.e sitaaro.n kaa vujuud
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
doshiza malan
zulfo.n me.n taab-e-sumbul-e-pechaa.n liye hu.e
aariz me.n shoKH ra.ng-e-gulistaa.n liye hu.e
Kaifi Azmi
Nazm
urdu-e-mualla
suft-o-sa.ngii.n yaa libaas-e-aariyat baariik hai
jaama-zebii se qad-e-mauzuu.n par is ke Thiik hai
Safi Lakhnavi
Nazm
blind followers
mai.n aaj tum se muKHaatib huu.n mere ham-vatano
ki tab'-e-shikva-e-Gam aaj kuchh ziyaada hai