SEARCH RESULTS
Showing search results for "tahqeeq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tahqeeq"
Nazm
dua
jin kaa dii.n pairvi-e-kizb-o-riyaa hai un ko
himmat-e-kufr mile jur.at-e-tahqiiq mile
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
go umr basar us kii tahqiiq me.n kii to bhii
maahiyyat-e-aslii ko apnii na zaraa jaanaa
Meer Mehdi Majrooh
PAGE MATCHES FOR "tahqeeq"
MORE MATCHES FOR "tahqeeq"
Ghazal
bai.at ko aa.e jis ko ho tahqiiq kaa KHayaal
kaun-o-makaa.n ke raaz ko paa.e hu.e hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
dast-e-naadiida kii tahqiiq zaruurii hai magar
pahle jo aag lagii hai vo bujhaa dii jaa.e
Pirzada Qasim
Ghazal
bas ek nuqta-e-farzii kaa naam hai ka.aba
kisii ko markaz-e-tahqiiq kaa pata na milaa
Yagana Changezi
Ghazal
Priya Tabita
Mazahiya
tahqiiq kiyaa un kaa jo shajara to ye paayaa
kuchh yuu.nhii sii nanihaal hai dadhiyaal nadaarat
Machis Lakhnavi
Sher
haadse apne tariiqo.n se guzarte hii rahe
kyo.n hu.aa aisaa ye ham tahqiiq karte hii rahe









