SEARCH RESULTS
Showing search results for "takaan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "takaan"
Ghazal
hu.aa hai dair-o-haram me.n jo mo.atakif vo yaqiin
takaan-e-kashmakash-e-ehtimaal hai shaayad
Jaun Eliya
Ghazal
ik havaa-e-be-takaa.n se aaKHirash murjhaa gayaa
zindagii bhar jo mohabbat ke shajar botaa rahaa
Bashir Badr
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "takaan"
Ghazal
chale to aa.e hai.n ham KHvaab se haqiiqat tak
safar taviil thaa ab tak takaan baaqii hai
Hasan Kamal
Ghazal
mire nasiib me.n rasto.n kii dhuul likkhii thii
na mil sakii mujhe manzil takaan se pahle
Aanand Saroop Anjum
Ghazal
tamaam din kii mashaqqat-bharii takaan ke ba.ad
tamaam raat mohabbat se phir jagaa.uu.n use
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Sher
agar ho.n goyaa to phir be-takaan bolte hai.n
magar ye log lahuu kii zabaan bolte hai.n
Ahmad Husain Mujahid
Ghazal
takaan hai to sambhal jaa magar na uu.ngh kabhii
safar kii dhuul badan kaa Gubaar baaqii rakh
Atique Asar
Ghazal
aa.nsuu ruke the aa.nkh me.n dha.Dkan kaa ho buraa
aisii takaan dii kii pyaalii chhalak ga.ii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
uge jo sub.h kaa suuraj to ik machine hai vo
Dhale jo shaam to phir jism kii takaan saa hai
Abdullah Kamal
Ghazal
jab us ne chaa.nd hathelii se chhuu diyaa mujh ko
safar kii jo bhii thii saarii takaan bhuul ga.e
Kaleem Qaisar Balrampuri
Ghazal
takaan o.Dh to le.n ham na.ii masaafat kii
taraash de.n na havaa.e.n kahii.n hamaare par
Ambarin Salahuddin
Ghazal
ko.ii bataa.e Gazaala ko mai.n shikaarii huu.n
vo be-takaan mirii raah me.n kha.Dii hu.ii hai
Faraz Mahmood Fariz
Nazm
meri hijraton ki zamin par teri chahaton se likha hua
jo samajh sake mire rat-jago.n kii zabaan ko
mirii laGzisho.n kii takaan ko
Tariq Qamar
Nazm
arz-e-watan
gul-o-laala hai.n musta.id be-takaa.n
rafiiqo.n ne rakkhii hathelii pe jaa.n
Arsh Malsiyani
Ghazal
dono.n hii ham-safar the havaa.o.n ke dosh par
par mai.n huu.n chuur chuur safar kii takaan se





