SEARCH RESULTS
Showing search results for "talavvun"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "talavvun"
Ghazal
kyaa kahiye is tarah ke talavvun-mizaaj ko
vaade kaa hai ye haal idhar haa.n udhar nahii.n
Hairat Allahabadi
MORE MATCHES FOR "talavvun"
Nazm
ilm
ilm hai insaa.n kii tahziib-o-tamaddun ke liye
ye nahii.n insaanii qadro.n ke talavvun ke liye
Farooq Shakeel
Nazm
tawaif
kaliyaa.n be-zaar hai.n shabnam ke talavvun se magar
tuu ne is diida-e-pur-nam ko to dekhaa hotaa
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
Gazab thaa un kaa talavvun ki chaar hii din me.n
nigaah-e-lutf nigaah-e-itaab ho ke rahii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
husn kii shaah talavvun udhar ik aafat-e-jaan
vaahime dil ke udhar tafarqe parvaaz judaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
lutf-e-bedaad hayaa Gussa taGaaful shoKHii
ra.ng kyaa kyaa na talavvun ne adaa ke badle
Fani Badayuni
Ghazal
Imdad Imam Asar
Ghazal
ajiib hotaa hai ehsaas kaa talavvun bhii
abhii KHushii kii KHushii thii, abhii malaal kii hai
Irfan Sattar
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
vo taqaddum sharm kaa ho yaa tajaavuz shauq kaa
daaKHil-e-mustasniyaat-e-laGzish-e-mastaana thaa
Bismil Saeedi
Nazm
doraha
varna insaan kii fitrat kaa talavvun mat puuchh
is sin-o-saal kaa maGruur la.Dakpan mat puuchh
Mustafa Zaidi
Nazm
luDhakta patthar
vo talavvun ki nahii.n jis kaa Thikaana ko.ii
us ke andaaz-e-kuhan aaj na.e taur ke hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
ra.ng un ke talavvun kaa chhaayaa rahaa mahfil par
kuchh siina-figaar uTThe kuchh siina-figaar aa.e
Iram Lakhnavi
Ghazal
maalik hii ke suKHan me.n talavvun jo paa.iye
kahiye yaqiin laa.iye phir kis kii baat kaa





