SEARCH RESULTS
Showing search results for "tez-gaam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tez-gaam"
Sher
yaaraan-e-tez-gaam ne mahmil ko jaa liyaa
ham mahv-e-naala-e-jaras-e-kaarvaa.n rahe
Altaf Hussain Hali
Sher
yaaraan-e-tez-gaam ne manzil ko jaa liyaa
ham mahv-e-naala-e-jaras-e-kaarvaa.n rahe
Altaf Hussain Hali
Ghazal
yaaraan-e-tez-gaam se ranjish kahaa.n hai ab
manzil pe jaa pahu.nchne kii KHvaahish kahaa.n hai ab
Akhtar Shahjahanpuri
Ghazal
ye vaqt-e-pur-fareb yuu.n guzre hai tez-gaam
din kii haTaa.ii pannii to andar se niklii shaam
Imran Shamshad Narmi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
yaaraa.n tez-gaam
याराँ तेज़-गामیاراں تیز گام
تیز چلنے والے احباب ، دوستان تیز قدم ، تیز رفتار ساتھی ؛ (مجازاً) دنیا دار لوگ
MORE MATCHES FOR "tez-gaam"
Ghazal
har ek haal me.n chalne se jis ko kaam rahaa
vo shaKHs qaa.id-e-yaaraan-e-tez-gaam rahaa
Jafar Baluch
Nazm
jazba-e-ushshaq kaam aane ko hai
aate hii jaane kii tayyaarii kare
vo savaar-e-tez-gaam aane ko hai
Shaheen Iqbal Asar
Ghazal
yaaraan-e-tez-gaam to aage nikal ga.e
u.Dte hu.e Gubaar kii tanhaa.iyaa.n na puuchh
Talat Farooq
Mazahiya
america aisaa des hai yaaraan-e-tez-gaam
jazbaat to bahut hai.n mohabbat baraa-e-naam
Saghar Khayyami
Ghazal
ho jis tarah guzar aa.ndhii kii tarah manzil se
qadam ba.Dhaa talab-e-tez-gaam paidaa kar
Makhmoor Jalandhari
Ghazal
junuu.n kii raah me.n tadbiir-e-sarKHushii ke liye
bas ek valvala-e-tez-gaam lenaa thaa
Ali Jawad Zaidi
Mazahiya
'aalam ye daftaro.n kaa hai yaaraan-e-tez-gaam
phailaa har ek gaam hai rishvat kaa ek daam
Saghar Khayyami
Ghazal
us husn-e-tez-gaam kii tasviir kyaa bane
jo husn mahv-e-KHvaab kahii.n hai kahii.n nahii.n