SEARCH RESULTS
Showing search results for "tez-gaam"
Ghazal MATCHES FOR "tez-gaam"
Ghazal
yaaraan-e-tez-gaam se ranjish kahaa.n hai ab
manzil pe jaa pahu.nchne kii KHvaahish kahaa.n hai ab
Akhtar Shahjahanpuri
Ghazal
ye vaqt-e-pur-fareb yuu.n guzre hai tez-gaam
din kii haTaa.ii pannii to andar se niklii shaam
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
har ek haal me.n chalne se jis ko kaam rahaa
vo shaKHs qaa.id-e-yaaraan-e-tez-gaam rahaa
Jafar Baluch
Ghazal
the yaar-e-tez-gaam bhii jaada-shanaas bhii
ruKH un kaa jo bhii thaa vo havaa ke chalan se thaa
Masood Qureshi
Ghazal
us husn-e-tez-gaam kii tasviir kyaa bane
jo husn mahv-e-KHvaab kahii.n hai kahii.n nahii.n
Mardan Ali Khan Nishat
Ghazal
hairat se dekhtaa hai miraa naqsh-e-paa mujhe
yaaraan-e-tez-gaam ye kyaa ho gayaa mujhe
Azhar Ghauri Nadwi
Ghazal
junuu.n kii raah me.n tadbiir-e-sarKHushii ke liye
bas ek valvala-e-tez-gaam lenaa thaa
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
surme se u.D chalaa tirii aa.nkho.n kaa husn aur
kyaa tez-gaam ablaq-e-ayyaam ho gayaa
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
hu.aa ye kyaa mire yaaraan-e-tez-gaam ke saath
itaab mohr-ba-lab hai sharaarte.n chup hai.n
Azhar Ghauri Nadwi
Ghazal
chalte chalte 'aafiyat kaa ik maqaam aa hii gayaa
suu-e-maqtal kaarvaan-e-tez-gaam aa hii gayaa
Dharampal Gupta Wafa Dehlvi
Ghazal
ye daur-e-tez-gaam bhii hai un se be-KHabar
vo manzile.n jo de ga.ii.n apnaa pata hame.n
Zaheer Kashmiri
Ghazal
jo raasta kaThin ho to KHush-KHiraam chalnaa
jo rah-guzar ho lambii to tez-gaam chalnaa
Sushrut Pant Zarraa
Ghazal
fazaa me.n surma.ii chaadar tanii hai shaam hu.ii
tire KHayaal kii raftaar tez-gaam hu.ii
Ashhar Nadeemi
Ghazal
sunaa ye hai ki bahut tez gaam ho tum log
tumhaare saath zaraa ham bhii chal ke dekhte hai.n
Qaisar Siddiqi
Ghazal
sar tak pahu.nch na jaa.e ko.ii tez-gaam lahar
yaa.n KHuu.n kii mauj taa-ba-kamar hai chale-chalo
Waheed Akhtar
Ghazal
ai saalkaan-e-ahl-e-junuu.n aur tez-gaam
uTh uTh ke dekhte hai.n baguule Gubaar ke