SEARCH RESULTS
Showing search results for "ugaal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ugaal"
Sher
paan khaa kar jo ugaal aap ne thuukaa saahab
jauharii mahv hu.e la.al-e-yaman yaad aayaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
luuTe maze jo ham ne tumhaare ugaal ke
mar mar ga.e raqiib lahuu Daal Daal ke
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
jo jo maze kiye hai.n zabaa.n se mai.n kyaa kahuu.n
paas apne aaj tak tire mu.nh kaa ugaal hai
Nizam Rampuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ugaal"
Sher
Muzaffar Hanfi
Nazm
hubb-e-watan
ai sip.har-e-barii.n ke sayyaaro
ai fazaa-e-zamii.n ke gul-zaaro
Altaf Hussain Hali
Ghazal
zabaa.n ne jism kaa kuchh zahr to ugal Daalaa
bahut sukuun milaa talKHii-e-navaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
paan khaa kar jo ugaal aap ne thuukaa saahab
jauharii mahv hu.e la.al-e-yaman yaad aayaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
na siim-o-zar kii hai haajat na kuchh hukuumat kii
ugaal de ke diyaa KHuu.n-bahaa mohabbat kaa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
ugal na sa.ng-e-malaamat KHudaa se Dar naaseh
milegaa kyaa tujhe shiisho.n ke TuuT jaane se
Bismil Azimabadi
Ghazal
Gam-e-zamaana-o-soz-e-nihaa.n kii aa.nch to de
agar na TuuTe ye zanjiir gal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
miiThii miiThii baato.n me.n maa'luum nahii.n
jaane kitnaa zahr ugal jaataa huu.n mai.n
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
duniyaa ko kuchh KHabar nahii.n kyaa haadisa hu.aa
phe.nkaa thaa us ne sang gulo.n me.n lapeT ke
Shakeb Jalali
Ghazal
vo paan khaa ke raqiibo.n ko de rahii hai.n ugaal
ilaahii kyo.n mire mu.nh ko jigar nahii.n aataa
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
barg-e-gul samjhii tire mu.nh kaa ugaal
us ko bulbul le u.Dii minqaar me.n












