SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaahir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zaahir"
Sher
apne chehre se jo zaahir hai chhupaa.e.n kaise
terii marzii ke mutaabiq nazar aa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
apne chehre se jo zaahir hai chhupaa.e.n kaise
terii marzii ke mutaabiq nazar aa.e.n kaise
Waseem Barelvi
PAGE MATCHES FOR "zaahir"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
zaahid
ज़ाहिदزاہد
hermit, devotee, abstinent, religious devout
त्यागी, संयमी, गुनाह से दूर रहने वाला, घर्म परायण व्यक्ति
MORE MATCHES FOR "zaahir"
Ghazal
kahii.n yahii to nahii.n kaashif-e-hayaat-o-mamaat
ye husn o ishq ba-zaahir hai.n be-KHabar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n ki duniyaa tujhe badal degii
mai.n maantaa huu.n ki aisaa nahii.n ba-zaahir tuu
Ahmad Faraz
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
yahii KHaamoshii ka.ii rang me.n zaahir hogii
aur kuchh roz ki vo shoKH khulaa chaahtaa hai
Parveen Shakir
Ghazal
ra.ng ukha.D jaa.e to zaahir ho plastar kii namii
qahqaha khod ke dekho to tumhe.n aah mile
Umair Najmi
Ghazal
ba-zaahir un ko hayaa-daar log samjhe hai.n
hayaa me.n jo hai sharaarat kisii ko kyaa ma.aluum
Dagh Dehlvi
Marsiya
ahmad the aaftaab to haidar mah-e-muniir
zaahir me.n ek nuur kaa do jaa zuhuur thaa