SEARCH RESULTS
Showing search results for "zagan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zagan"
Ghazal
hai naaz-e-husn se jo farozaa.n jabiin-e-yaar
labrez aab-e-nuur hai chaah-e-zaqan tamaam
Hasrat Mohani
Qadir Nama
hai zanaKH Tho.Dii zaqan bhii hai vahii
KHaad hai chiil aur zaGan bhii hai vahii
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "zagan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zagan"
Ghazal
zavaal husn khilvaataa hai meve kii qasam mujh se
lagaayaa daaG KHat ne aan kar seb-e-zaqan big.Daa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
intiKHaab-e-ahl-e-gulshan par bahut rotaa hai dil
dekh kar zaaG-o-zaGan ko KHushnavaa.o.n kii jagah
Habib Jalib
Ghazal
zaaG o zaGan kii suurat ma.nDlaayaa aa ke paiham
custodian ne dekhaa jab aashiyaa.n hamaaraa
Shauq Bahraichi
Ghazal
zaGan-o-zaaG kii gulshan me.n sadaa hai har suu
murG-e-KHush-naGma na aavaaz sunaanaa hargiz
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Kamal Salarpuri
Ghazal
anjaan ban ke haal-e-Gam-e-dil na puuchhiye
aa jaa.egii zabaan pe zaKHm-e-kuhan kii baat
Bano Tahira Sayeed
Nazm
uTh
uTh ki be-raunaq nazar aataa hai ab sahn-e-chaman
bulbul-o-tuutii pe sabqat le ga.e zaaG-o-zaGan
Amjad Najmi
Nazm
dal badli
in me.n kuchh leader sifat the aur kuchh volunteer
jhunD me.n surKHaab ke ho.n jis tarah zaaG-o-zaGan