SEARCH RESULTS
Showing search results for "zah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zah"
Nazm
sochne do
is ke saf-basta dariicho.n me.n se kis me.n avval
zah hu.ii surKH shu.aa.o.n kii kamaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sau zindagii nisaar karuu.n aisii maut par
yuu.n ro.e zaar zaar tuu ahl-e-azaa ke saath
Momin Khan Momin
Ghazal
ham taaza shahiido.n ko na aa dekhne naazaa.n
daaman kii tirii zah kahii.n lohuu me.n na bhar jaa.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHushaa vo shauq ki dar dar liye phiraa mujh ko
zah-e-nasiib ki tum intiKHaab me.n aa.e
Murtaza Barlas
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zah"
Ghazal
milaa nahii.n use shaayad ko.ii sitam ke liye
zah-e-nasiib mujhe aasmaa.n ne yaad kiyaa
Majeed Lahori
Ghazal
Gam-e-jahaa.n! bahut achchhaa unhe.n bhalaa de.nge
zah-e-nasiib agar dil pe iKHtiyaar hu.aa
Syed Zameer Jafri
Kulliyat
ham taaza shahiido.n ko na aa dekhne naazaa.n
daaman kii tirii zah kahii.n lohuu me.n na bhar jaa.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
'daanish' zah-e-nasiib mile zaKHm-e-laala-ra.ng
har zaKHm-e-dil ko un kii nishaanii likhaa karo
Danish Farahi
Ghazal
honaa thaa hashr-e-hasrat-o-hirmaa.n agar yahii
'rahbar' zah-e-nasiib ki tuu piir ho gayaa
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Kulliyat
jo chaak-e-garebaan ki daaman kii ho zah tak
qurbaan kiyaa 'miir' use chaak kafan kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
dhanak se surme kii chilla hai taa ba-gosha-e-chashm
ko.ii hai said jo phir zah hu.ii kamaan-e-nigaah







