SEARCH RESULTS
Showing search results for "zah"
Ghazal MATCHES FOR "zah"
Ghazal
sau zindagii nisaar karuu.n aisii maut par
yuu.n ro.e zaar zaar tuu ahl-e-azaa ke saath
Momin Khan Momin
Ghazal
ham taaza shahiido.n ko na aa dekhne naazaa.n
daaman kii tirii zah kahii.n lohuu me.n na bhar jaa.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHushaa vo shauq ki dar dar liye phiraa mujh ko
zah-e-nasiib ki tum intiKHaab me.n aa.e
Murtaza Barlas
Ghazal
guluu-buriida sabhii hai.n magar zah-e-tauqiir
buland nok-e-sinaa.n par ye sar akelaa hai
Saghar Mehdi
Ghazal
milaa nahii.n use shaayad ko.ii sitam ke liye
zah-e-nasiib mujhe aasmaa.n ne yaad kiyaa
Majeed Lahori
Ghazal
Gam-e-jahaa.n! bahut achchhaa unhe.n bhalaa de.nge
zah-e-nasiib agar dil pe iKHtiyaar hu.aa
Syed Zameer Jafri
Ghazal
'daanish' zah-e-nasiib mile zaKHm-e-laala-ra.ng
har zaKHm-e-dil ko un kii nishaanii likhaa karo
Danish Farahi
Ghazal
honaa thaa hashr-e-hasrat-o-hirmaa.n agar yahii
'rahbar' zah-e-nasiib ki tuu piir ho gayaa
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
Jafar Tahir
Ghazal
dhanak se surme kii chilla hai taa ba-gosha-e-chashm
ko.ii hai said jo phir zah hu.ii kamaan-e-nigaah
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
qalandaraan-e-tahii-dast kuchh nahii.n rakhte
zah-e-nasiib agar ho qubuul hadiya-e-dil
Khalid Hasan Qadiri
Ghazal
Kokab Muradabadi
Ghazal
aa.e hai.n shaiKH bazm-e-subuu me.n zah-e-nasiib
is se Garaz nahii.n ki gurezaa.n se aa.e hai.n
Sabir Naseerabadi
Ghazal
sadaa-e-‘ishq marhabaa sadaa-e-kun zah-e-nasiib
KHudaa ke ham sab aur 'ishq hamaaraa intiKHaab hai