SEARCH RESULTS
Showing search results for "'अत्तार'"
Ghazal MATCHES FOR "'अत्तार'"
Ghazal
'attaar' ho 'ruumii' ho 'raazii' ho 'Gazaalii' ho
kuchh haath nahii.n aataa be-aah-e-sahar-gaahii
Allama Iqbal
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
vo to kahiye aap kii KHushbuu ne pahchaanaa mujhe
itr kah kar jaane kyaa kyaa bechte attaar log
Nomaan Shauque
Ghazal
galiyo.n me.n shaam hote hii nikle hasiin log
har rahguzar pe tabla-e-attaar khul gayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
jis ke jho.nke se sabaa tabla-e-attaar bane
hai vo baad-e-sahar-e-itr-fishaan-e-dehlii
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Imran Saghar
Ghazal
hai mariiz-e-'ishq to mahbuub ke pahluu me.n jaa
is maraz kii to davaa miltii nahii.n 'attaar par
Bilal Saharanpuri
Ghazal
huure.n le jaa.e.ngii pairaahan basaane ke liye
itr KHaak-e-paak-e-taiba kaa to ai attaar khii.nch
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
attaar ke maskan me.n ye kaisii udaasii hai
sone kii muqaabil me.n har samt hii miTTii hai
Afroz Alam
Ghazal
Sardar Panchhi
Ghazal
ko.ii ‘attaar davaa hii nahii.n detaa ham ko
ai tabiib-e-maraz-e-jaa.n tirii parchii ke baGair
Farhat Ehsas
Ghazal
suntaa huu.n mai.n 'aasim' shah-e-KHaadim ke labo.n se
har lahza badal shiblii aur attaar kii aavaaz
Shah Aasim
Ghazal
Thag rahaa attaar ban kar kyo.n vo saare shahr ko
naam de kar itr kaa vo bechtaa hai zahr ko