SEARCH RESULTS
Showing search results for ",BWQa"
Ghazal MATCHES FOR ",bwqa"
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
jaise fanaa baqaa me.n bhii ko.ii kamii sii ho
mujh ko pa.Dii hai terii zaruurat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
uTThaa ajab tazaad se insaan kaa KHamiir
aadii fanaa kaa thaa to pujaarii baqaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
mirii baqaa hii mirii KHvaahish-e-gunaah me.n hai
mai.n zindagii ko kabhii zahr-e-paarsaa.ii na duu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
miluu.ngaa KHaak me.n ik roz biij ke maanind
fanaa pukaar rahii hai mujhe baqaa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
hove ik qatra jo zahraab-e-mohabbat kaa nasiib
KHizr phir to chashma-e-aab-e-baqaa kyaa chiiz hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kahii.n mumkin hu.aa kahii.n vaajib
kahii.n faanii kahii.n baqaa dekhaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
bahut hai lamha-e-maujuud kaa sharaf bhii mujhe
so apne fan se baqaa-e-abad nahii.n maa.ngii
Ahmad Faraz
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
baqaa hamaarii jo puuchho to juu.n charaaG-e-mazaar
havaa ke biich ko.ii dam rahe rahe na rahe
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
tum yuu.n hii samajhnaa ki fanaa mere liye hai
par Gaib se saamaan-e-baqaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
hijr me.n aah-o-bukaa rasm-e-kuhan hai lekin
aaj ye rasm hii duhraa.o ki kuchh raat kaTe
Nasir Kazmi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jurm-e-suqraat se haT kar na sazaa do ham ko
zahr rakkhaa hai to ye aab-e-baqaa do ham ko